Monday, December 20, 2010

Azm e Janab e Zainab(s.a)

Asr k baad bhi moqtal mein khadi hai Zainab

Aaj taareeq k qad se bhi badi hai Zainab

Eek naiza hi sahi mil to gaya aye Abbas

Shaam o koofa mein rasan basta ladi hai Zainab